Adobe Indesign CS5 ap ko print k ander mukhtalif kisam kay Design ki facility farhaam karta hai aur apnay ander mojood technical tools ki madad say on typografhi ap ko mukamal hold frhaam karta hai. es ki madad sy hum video aur audios ko tablets, smart phone aur computers kay liye muasar bna saktay hain. es k zariye hum documents aur presentation kay darmiyan humhangi paida kar kay motion, sound aur video effect add kar saktay hain.aur in swf playback ki madad say direct adobe flash player mein run kr sktay hain.asani say cheezon ko muntkhib aur edit karna adobe CS5 mein mumkin bnaya giya hai. es ki madad say hum repetitive layout tasks undagi say new jadeed features ko istmaal kartay hoye mumkin bnaya ja sakta hai. ye humein online reviews ko create karna aur share karna mumkin bnata hai. es k feedback ko ap apnay page k layout mein dekh saktay hain. text mein ki gai changing ka track rakh saktay hain. aur text markup directly apply kr sakty hain. ap asani k sath redesign layer panel ko istmal krtay hoye behter tayasoor de saktay hain. apni apni indesign documents ko flash professional mein rehtay hoye umda kisam ki mutabkat, animation aur navigation complex layout mein add kar saktay hain.
Part: 1
Downloads:
Part:2
Downloads:
Part:3
Downloads:
0 comments:
Post a Comment