Windows 7 Boot updater:- bohat say tareekay hain jin say ap apni windows ko apni marzi kay mutabik
kar saktay hain. aisay tools ki aik barri tadad internet per mojood hai. lakin es
tarha ap apni boot screen ko edit nahi kr saktay. ager ap windows 7 use kar rahe ho to. jb ap apnay computer ko start kartay ho yan apnay pc ko sleep mode say jagatay to jo window kay shuru mein dikhaya jata hai. windows 7 boot updater aik aisa tool hai jis ki madas ay ap es ko tabdeel yan edit kar saktay hain.
Computer kay startup mein jo black background aur jo animation dikhaya jata hai. es ka text color, text size, animation, background color ko ap apni marzi say tabdeel yan es ko edit kar saktay hain.
es tool mein ap bohat asani kay sath apni boot screen kay animation text aur background color aur text size ko change kar saktay hian. aur jis b ap chahein ap es ko default position mein wapis la saktay hain. lakin es sb mein ik issue ata hai. jb ap ka computer power failure ki waja say band ho jaye ga to ye tamam process ap ko dobara say karna paray ga.
License: Freeware
Operating Systems: Windows 7 32bit or 64bit
Languages: English
Developer: Coder for life
Alternate Download Link
Downloads:
0 comments:
Post a Comment