Adobe Photoshop CS6

If You like this post take 5 second to share it!

ADOBE PHOTOSHOP CS6
Adobe photoshop cs6 nihayat umda kisam ki image slection image retouching haqeeki tasveer nigari aur 3D effect ki slahiyat rakhta hai. ager ap waqt ko bchanay aur workflow k liye ap adobe photoshop cs6 ka 64bit support package istamaal kr saktay hain.

ADOBE PHOTOSHOP CS6 ki madad say ap intihayi taizi aur umdagi k sath industry standards kay mutabik images ko takhleeq kar saktay hain. ye humein pehle say mojood digital images ko dobara new photographic tools aur complex image selection k sath aik hakeeqi andaz mein intelligent retouching kay sath paish karnay ki slahiyat frhaam karta hai. ye asani kay sath image k aajza ko select karnay aur mask intericate karnay ki slahiyat rakhta hai. ager hum kisi bhi image k aajza ko remove kartay hain to es ka aasr asani dekh saktay hain. ye humein heeran kun high dynamic range (HDR) images bnanay ki slahiyat deta hai. hum paint kr saktay hain hakeeqi strocks aur color blend k sath. noise ko remove grain ko khatam kr saktay hain aur Aalla miyar kay tools ko istamaal kartay hoye portrates bna saktay hian.

Part: 1

Downloads:
Part: 2

Downloads:
Part: 3

Downloads:

If You like this post take 5 second to share it!

Do you Like this Post?
Get Latest Updates For Free!

0 comments:

Post a Comment